Husn - Guitar Chords (Capo - 5 fret)
[Intro]
F C E7 Am G - Aaaa Aaaa
[Verse 1]
F - Dekho Dekho Kaisi baatein yahan ki
C - Hain saath par Hain saath na bhi
E7 Am G - Kya itni aasaan hain?
F - Dekho Dekho Jaise mere iraaday
C - Waise kahaan Tere yahan the
E7 Am G = Haan kitni naadan main
[Chorus 1]
F = Mere husn ke ilawa
C G - Kabhi dil bhi maang lo na
F - Haye pal mein
G - Main pighal jaun haan
F - Ab aisa na karo
C G - Ke dil judna paye wapis
F - Teri baaton
G - Se bikhar jaun haan
[Verse 2]
F - Mana zamana hai deewana
C - Isilye tune na jana
E7 - Tere liye main
Am G - Kaafi hoon
F - Dekho Dekho Yeh zamane se thak kar
C - Atey ho kyun masoom ban kar?
E7 - Tere liye main
Am G - Kya hi hoon?
[Chorus 2]
F - Phir aatey kyun yahan
C G - Karne aankhon mein Ho baarish?
F - Ab aye
G - Toh theher jao na
F - Aur poocho na zara
C G - Mere din ke bare mein bhi
F G - Bas itne mein Sambhal jaun haan
[Pre-bridge]
F - Am Haan ek din Kabhi koi
F C - Jab bhi padhe Kahani teri
E7 Am - Lagta mujhe Mere naam ka
F G - Zikr kahin Bhi hoga nahin
[Bridge]
C - Haan Am Main yahin
F - Meri yeh aankhon mein
G - Aankhon mein toh dekho
C - Dekho yeh dil ka haal kya
Am - Hothon se hota na bayan
F - Meri yeh aankhon mein
G - Aankhon mein toh dekho
C - Kaisa naseeb hai mera
Am - Milke bhi na mujhe mila
F - Meri yeh aankhon mein
G - Aankhon mein toh dekho
C - Teri adhuri si wafa
Am - Maangu main maangu aur na
F - Meri yeh aankhon mein
G - Aankhon mein toh dekho
[Verse 3]
F - Dekho Dekho Kaisi kheenchi lakeerein
C - Chahe bhi dil toh bhi na jeete
E7 Am G - Main iss daur mein nahin
F - Dekho Dekho Kaisi baatein yahan ki
C - Baatein yahi dekhoon jahan bhi
E7 Am - Main is daur se nahin